Nazdikiyan

 Kuch teri nazdikiyon ka asar mujhpe uhh bhi raha ki hairan hona bhi chahu toh ho nhi skta


Kuchh in nazdikiyon ka asar aisa hai ki Yeh muskurahate chahu bhi toh rok nhi skta

Kuch in nazdikiyon ka asar uhh bhi hai ki
Nazdikiya badhne lage toh khudko roku kaise

Kuch in nazdikiyon ka asar aisa hai ki
Ik Din Mulaqat bagair reh nhi skta

Kuch in nazdikiyon ka asar uhh hai ki
Is khushboo ko mehsus kiye bina chain nhi

Kuchh in nazdikiyon mai jaadu sa hai
Ki chahu toh bhi khudko rok nhi skta

Kuchh toh hai khaas in nazdikiyon mai
Vrna itna Pehli baar kahi aur mann nhi lagta

Tohh tu hi bta kya hai in nazdikiyon maii
Kii shayd doori banana chahu toh bhi bana  nhi skta? 

Comments

Post a Comment

Popular Posts