Nazdikiyan
Kuch teri nazdikiyon ka asar mujhpe uhh bhi raha ki hairan hona bhi chahu toh ho nhi skta
Kuchh in nazdikiyon ka asar aisa hai ki Yeh muskurahate chahu bhi toh rok nhi skta
Kuch in nazdikiyon ka asar uhh bhi hai ki
Nazdikiya badhne lage toh khudko roku kaise
Kuch in nazdikiyon ka asar aisa hai ki
Ik Din Mulaqat bagair reh nhi skta
Kuch in nazdikiyon ka asar uhh hai ki
Is khushboo ko mehsus kiye bina chain nhi
Kuchh in nazdikiyon mai jaadu sa hai
Ki chahu toh bhi khudko rok nhi skta
Kuchh toh hai khaas in nazdikiyon mai
Vrna itna Pehli baar kahi aur mann nhi lagta
Tohh tu hi bta kya hai in nazdikiyon maii
Kii shayd doori banana chahu toh bhi bana nhi skta?
Banna ek number likhe ho yrr katayi dil ko chu Gaya 💗
ReplyDelete💖🤌🏻👏
ReplyDeleteWaah waah esi nazdikiyon kaa kya hi kehna 🤍🧿
ReplyDelete🤜🤛...✨✨
ReplyDelete